Main Dard Ka Taajo Takht - Anuj Kapadia Shayari Image

Main Dard Ka Taajo Takht - Anuj Kapadia Shayari In English
Mai dard ka taajo takht ban jaunga,
Mom hu par ab sakht ban jaunga,
Tum sochogi ki mai laut kar aunga,
Par mai guzra huya waqt ban jaunga.
Main Dard Ka Taajo Takht - Anuj Kapadia Shayari In Hindi
मैं दर्द का ताजो तख़्त बन जाऊंगा,
मोम हूँ पर अब सख्त बन जाऊंगा,
तुम सोचोगी की मैं लौट कर आऊंगा,
पर मैं गुज़रा हुआ वक़्त बन जाऊंगा।